Monday, September 15, 2014

Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics"

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil gareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Rang-o-saare chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein

Kafas udaas hai
Yaaron sabaa se kuchh to kaho
Kafas udaas hai
Yaaron sabaa se kuchh to kaho
Rahein to lehrein khuda
Aaj zikr-e-yaar chale
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein

Jo hum pe guzri so guzri
Magar shab-e-hijran
Jo hum pe guzri so guzri
Magar shab-e-hijran
Hamaare ashq teri
Aakfat sanwar chale
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein

Song Name: Gulon Mein Rang Bhare

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Gulon Mein Rang Bhare song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Wednesday, September 10, 2014

Manwa Laage Song Lyrics, Happy New Year Movie 2014, Shahrukh Khan, Deepika Padukone

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Manwa Laage Song Lyrics from Happy New Year Movie starring Shahrukh Khan, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Sonu Sood, Boman Irani, Vivaan Shah, Jackie Shroff

"Manwa Laage Song Lyrics"

Manwa laage o Manwa laage
Laage re sanware, laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka
Jiya ka ye gaanv re
Manwa laage, o Manwa laage
Laage re sanware, laage re sanware
Le khela maine diya ka, diya ka
Diya ka kahe baanwre

Musafir hoon main door ka
Deewana hoon main dhoop ka
Mujhe na bhaaye, na bhaaye
Na bhaaye, chhaanv re
Man ke dhaage, o man ke dhaage
Dhaage pe sanware, dhaage pe sanware
Hai likha maine tera hi, tera hi
Ter hi to naam re

Aisi waisi boli tere nayanon ne boli
Jaane kyun main doli
Aise lage teri holi main tu mera
Toone baat kholi
Kachche dhaagon mein piro li
Baaton ki rangoli se na khelun aise holi
Main na tera
Ho kisi ka to hoga hi tu
Kyun na tujhe main hi jeetun
Khule khwaab mein jeete hain
Jeete hain baanwre
Manwa laage, Manwa laage
Laage re sanware, laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka
Jiya ka ye gaanv re
Rahoon main tere nainon ki
Nainon ki chaanv re

Song Name: Manwa Laage

Movie Name: Happy New Year (2014)


StarCast: Shahrukh Khan, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Sonu Sood, Boman Irani, Vivaan Shah, Jackie Shroff, Anurag Kashyap, Vishal Dadlani, Dino Morea, Kareena Kapoor Khan, Atishri Sarkar

Singers: Shreya Ghoshal, Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Shekhar

Lyricist: Irshad Kamil

Bollywood movie songs lyrics - Happy New Year Movie songs lyrics - Manwa Laage song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



India Waale Song Lyrics, Happy New Year Movie 2014, Shahrukh Khan, Deepika Padukone

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as India Waale Song Lyrics from Happy New Year Movie starring Shahrukh Khan, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Sonu Sood, Boman Irani, Vivaan Shah, Jackie Shroff

"India Waale Song Lyrics"

Ho maane ya koyi maane na
Yahan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
Aise hain chaahe vaise hain
Arre jo bhi hain jaise hain
Khud pe hamein naaz hai

Jaane na humko yeh zamaana
Chaaho to humko aazmana
Yaar baaz hum jaalsaaz
Hum ishqbaaz dilwale
Kehte hain humko pyaar se India waale
Chhoo lete dil ke taar se India wale
Har jeet chheen lein haar se India waale
Dushman ke chhakke chhuda dein hum India waale
Dushman ke chhakke chhuda dein hum India wale

Aankhon ki, aankhon ki chaabhi se
Thoda betaabi se chupke se kholein dilon ke taale
Jaan dete, usko jahaan dete
Apna imaan dete jiski bhi
Baahein gale mein daale

Duniya se humko kya le jana
Yaaron ke dil mein ho thikaana
Jo dil se yaar humein le pukar
To jaan nisaar kar daalein
Kehte hain humko pyar se, yaar se, yaar se
Kehte hain humko pyar se India waale
Chhoo lete dil ke taar se India wale
Har jeet chheen lein haar se India waale
Dushman ke chhakke chhuda dein, chhuda dein
Ungli pe sabko nacha dein
Dushman ke chhakke chhuda dein hum India waale


Song Name: India Waale

Movie Name: Happy New Year (2014)


StarCast: Shahrukh Khan, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Sonu Sood, Boman Irani, Vivaan Shah, Jackie Shroff, Anurag Kashyap, Vishal Dadlani, Dino Morea, Kareena Kapoor Khan, Atishri Sarkar

Singers: Vishal Dadlani, Kay Kay, Shankar Mahadevan, Neeti Mohan

Music-Director/Music-Directors: Vishal Shekhar

Lyricist: Irshad Kamil

Bollywood movie songs lyrics - Happy New Year Movie songs lyrics - India Waale song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Khul Kabhi Toh Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Khul Kabhi Toh Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Khul Kabhi Toh Song Lyrics"

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Choomun choomun aur keh jaaoon
Tu zameen hai, tu meri zameen
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Aana zara zabaan mein haule haule saans sa
Senk doon tujhe
Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Tu hi tu hai, main kahin nahi
Par kabhi toh khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Tu meri kasam tu mera yakeen
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Choomun choomun aur keh jaaoon

Song Name: Khul Kabhi Toh

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Khul Kabhi Toh song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Bismil Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Bismil Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Bismil Song Lyrics"

Bismil bismil bulbul-e-bismil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Bismil bismil bulbul-e-bismil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Bismil bismil bulbul-e-bismil
Aye dil bulbul-e bulbul-e-bismil
Mushkil dil bhi mushkil hoti hai

Dil dhadke dil dil dhadke to
Dil dhadke dil dil dhadke to
Dhadkanein dil bhi hadakte dil hoti hain
Khushbu-e-gul mein ishq bhara hai
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Aye bulbul-e-bismil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Aye bulbul-e-bismil

Ho sun le zamana samjhata hoon
Teri kahani dohrata hoon
Aye dil bulbul, bulbul-e-bismil
Aye dil bulbul-e-bulbul, bulbul-e-bismil

Ek joda tha nar-mada ka
Bholi thi bulbul nar saada tha
Ek joda tha nar-mada ka
Bholi thi bulbul nar saada tha
Barf gira karti thi jab
Bhar jaati thi kohsaaron mein

Ek baaz bada badneeyat tha
Haan ek baaz bada badneeyat tha
Udta tha sab za zaaron mein
Pankhon mein uske maut chhupi thi
Mehfil mehfil dhoondh raha tha
Mehlon ki manzil
Mehfil mehfil dhoondh raha tha
Mehlon ki manzil

Bul bul ke khwaabon mein jaakar
Zehar ke dank lagaaye the
Khushbu-e-gul mein zehar bhara
Aur mada ko bhijwaaye the
Zehar ke dank lagaaye the
Bul bul ke khwaabon mein jaakar
Mada ke khwaabon mein jaakar
Zehar ke dank lagaaye the
O waadi mein chhidka baarood
Jheel mein jaal bichha daale
Chhuriyon se bechaare nar ke
Chhuriyon se bechaare nar ke
Dono pankh kataa daale

Arey dil dil dil dil jhooth kahe yeh
Jhooth kahe buzdil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Aye bulbul-e-bismil
Aye bulbul-e-bismil
Aye bulbul-e-bismil

Zakhmi nar ko qaid kiya
Qaid kiya, qaid kiya
Zanjeeron mein bandhwaya
Baramula ke sheeri pul se
Phir paani mein phikwaya
Jhelum, Jhelum laal laal hua
Laal laal hua, laal laal hua na
Jhelum, Jhelum laal laal hua
Laal laal hua, laal laal hua na
Kashmir ke paani ki taaseerein
Khul gayi zanjeerein, taqdeerein

Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Hosh mein aaja, hosh mein aaja
Aye bulbul-e-bismil
Aye bulbul-e-bismil
Khushbu-e-gul mein zehar bhara hai
Hosh mein aaja, hosh mein aaja
Aye bulbul-e-bismil
Hosh mein aaja, hosh mein aaja
Aye bulbul-e-bismil



Song Name: Bismil

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Sukhwinder Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Bismil song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Aao Na Ki Jaan Gayi Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Aao Na Ki Jaan Gayi Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Aao Na Ki Jaan Gayi Song Lyrics"

Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi ou

Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi ou
Nahin bujhe bujhe nahin
Hawa se bujhe nahin hi saari zindagi ou
Ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan

Woh jo saans ki ik phaans thi
Woh nikal gayi jo kharaash thi
Ab seene ki woh khalish gayi
Beqaraariyan, beemaariyan gayin

Ab to aao jaan meri so bhi jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Na chand, na savera andhera hi andhera
Na chand, na savera andhera hi andhera
Hai roohon ka basera so jao

Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala
Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala ou
Kabhi the to kabhi nahi
Kabhi dekha bhi nahi, baaki to Khuda ou

Yeh tha zarf tha, ishq-e-fazal se tha
Bada kaam tha jo zameen par
Woh to likh diya najabeen par
Jo guzar gayi woh guzar gayi
Bewajah yahan na raho miyan
Karo dua
Sabra le lo, kabra le lo
Ghar mein aao oo

Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao


Song Name: Aao Na Ki Jaan Gayi

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Vishal Dadlani

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Aao Na Ki Jaan Gayi song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Albeliya Song Lyrics, Desi Kattey Movie 2014, Suniel Shetty

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Albeliya Song Lyrics from Desi Kattey Movie starring Suniel Shetty, Akhil Kapur, Jay Bhanushali, Sasha Agha, Tia Bajpai, Murli Sharma, Ashutosh Rana, Claudia Ciesla


"Albeliya Song Lyrics"

Koi parda, koi aulat
Meri hi aankhon mein
Maare maare hai tana
Maare maare hai tana

Jab jhijhki jab kaanpe hothon ki jodi
To maine haan maine jaana
Maine maine aa jaana

Main to aazadi mein bhi qaid ho gayi
Mere albeliya tu kheliya
Main to aazadi mein bhi qaid ho gayi
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya ve tu kheliya
Badla hai sheesha ya main ho gayi nai
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya ve tu kheliya

Main jo dunia ka chehra niharoon
Unko hi paaoon
Par woh jab bhi meri oar dekhein
Chehra chhupaaun haan
Khwaabon mein har mere khuda
Rang bhar rahe hain
Unka junoon aur meri jaan ek kar rahe hain
Haaye lutne mein kitna maza hai
Kaise bataaun?

Dekhoon khud ko to jaise aur hai koi
Mere albeliya tu kheliya
Dekhoon khud ko to jaise aur hai koi
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya ve tu kheliya
Jhooti main jhooti thehri tu sahi, sahi
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya ve tu kheliya

Albeliya aa
Albeliya aa
Tu kheliya
Albeliya tu kheliya
Tu kheliya...


Song Name: Albeliya

Movie Name: Desi Kattey (2014)


StarCast: Suniel Shetty, Akhil Kapur, Jay Bhanushali, Sasha Agha, Tia Bajpai, Murli Sharma, Ashutosh Rana, Claudia Ciesla

Singers: Shreya Ghoshal

Music-Director/Music-Directors: Kailash Kher

Bollywood movie songs lyrics - Desi Kattey Movie songs lyrics - Albeliya song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...