Showing posts with label 2019. Show all posts
Showing posts with label 2019. Show all posts

Sunday, July 28, 2019

Bekhayali Song Lyrics, Kabir Singh, Shahid Kapoor, Kiara Advani

Bekhayali Song Lyrics from Kabir Singh, Shahid Kapoor, Kiara Advani


Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye

Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon oo..

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye

Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai annban
Bante kyun ye Khuda mere hmm...

Ye jo log-baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun...
Ye nakaam pyaar mein
Khush hain haar mein
Inn jaisa kyun banun oo...

Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye

Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhaara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Aa zamaane aazma le roothta nahin
Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahin

The Wakhra Song Lyrics, Judgementall Hai Kya Movie 2019, Kangana Ranaut, Rajkummar Rao

The Wakhra Song Lyrics from Judgementall Hai Kya Movie, Kangana Ranaut, Rajkummar Rao


Ki ae Gucci, Armani
Pichhe roldi jawani
Check kardi brand'aan wale tag ni
Aaja dassan tainu soniye ni fashion ki hunda
Tere yaar da ta Wakhra Swag ni

Ki ae Gucci, Armani
Pichhe roldi jawani
Roldi jaw... roldi jaw... roldi ja
Check kardi brand'an wale tag ni
Tag ni, tag ni...
Aaja dassan tainu sohniye ni
Fashion ki hunda
Tere yaar da tan wakhra swag ni

Ho mera suit Patiala
Kitno ko maar daala
Haan Punjab di main kudi sardarni
Jutti meri h aigi kaim
Saare kattdi hai veham
Tere ton vi zyada wakhra swag ni
Oh wakhra swag ni

Drop it!

Chal hatt!
Always talking money
Only hear cha-ching
Show me how you love me
I don't want your bling
Baby badi badi baatein
Zyada kar na tu brait
I don't want the Gucci, Armani wala tag

Tu tan jaandi rakkaane
Sadde pakke ne yaarane
Jithe vi main laayiyan ni ne yaariyan
Gal dil di na kahiye
Taanhiyon door door rahiye
Thug hundiyan ne soortan pyarian

Tu vi hai shikaari
Poori rakhdi taiyari
3-4 ghumana hai kuwariyan
Gallan karda tu pyari
Dikha ke Ferrari
Karda hai jhoothi dildaariyan

Oh wakhra swag ni!
Yo!

See you tryna holla
Dripin' trendy products
Thinking you're Raja
Baby you better come harder
Swag ki main Rani
Chal photo meri kheench
Be my Benz Bentley
I'm still way out of your league

Ki ae Gucci, Armani
Pichhe roldi jawani
Check kardi brand'aan wale tag ni
Aaja dassan tainu soniye ni fashion ki hunda
Tere yaar da ta Wakhra Swag ni

Haanji!
Ho mera suit Patiala
Kitno ko maar daala
Haan Punjab di main kudi sardaarni
Jutti meri haigi kaim
Saare kattdi hai veham
Tere ton vi zyada wakhra swag ni

Oh wakhra swag ni
Drop it!
Ho ho...

Oh wakhra swag ni


Hawa Banke Song Lyrics 2019, Darshan Raval, Simran

Hawa Banke Song Lyrics, Darshan Raval, Simran


Main zameen tu aasmaan
Main daag hoon tu chand sa
Tu baarish hai main ret hoon
Main dhun koi tu raag sa (x2)

Mainu apna bana le meri heeriye
Mainu apna bana le meri heeriye
Main rehna ae tera banke

Boohey bariyan haaye boohey bariaan
Boohey bariyan te enna le kanda tap ke
Tu aaja vi hawa banke...
Boohey bariyan haaye boohey barian
Boohey bariyan haaye boohey barian

Chhu loon tujhe jaise koi
Chand ko chhuna chaahe
Chaahun tujhe jaise koi
Baccha khilona chaahe (x2)

Fiqar ki raat mein
Tu sukoon ki neend hai
Patjhad ke mausam mein tu
Baarish ki pehli boond hai

Nirmaan ajj Eid tere vaaste
Nirmaan ajj Eid tere vaaste
Aaya hai adaa karke
Boohey bariyan haaye boohey bariaan

Boohey bariyan te enna le kanda tap ke
Avaangi hawa banke...
Boohey bariyan haaye boohey barian
Boohey bariyan haaye boohey barian

importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...