Showing posts with label rekhabhardwaj. Show all posts
Showing posts with label rekhabhardwaj. Show all posts

Monday, October 27, 2014

Mileya Mileya Song Lyrics, Happy Ending Movie 2014, Saif Ali Khan, Ileana


Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Mileya Mileya Song Lyrics from Happy Ending Movie starring   Saif Ali Khan, Ileana, Kalki Koechlin, Ranvir Shorey, Rahul Nath, Shivani Tanksale, Govinda, Preity Zinta, Kareena Kapoor, Kim DeJesus, Kira Cahill


"Mileya Mileya Song Lyrics"

Kehte hain har ek dil mein
Chhupa kahin pyar hai
Bas pehchaane jo koyi
Na jaane kis pal kahaan
Kaise khota qaraar hai
Naina lag jaaye jo kahin
Nazdeekiyon ka pataa
Hain dooriyan de gayin

Mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahi
Mileya mileya mujhe par maine suneya nahi
Mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahi
Jo main jaaneya jaaneya tujhe
Phir te main bhuleya sabhi

Dair se hi to sahi haaye
Dil ko kisi pe hai yakeen
Chhoote na, chhoote na
Ab yeh laagi chhoote na
Chhoote na, chhoote na
Ab yeh laagi chhoote na
Tu bas ja mujhmein mera banke hi

Mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahi
Mileya mileya mujhe par maine suneya nahi
Mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahi
Jo main jaaneya jaaneya tujhe
Phir te main bhuleya sabhi



Song Name:  Mileya Mileya

Movie Name: Happy Ending (2014)


StarCast:  Saif Ali Khan, Ileana, Kalki Koechlin, Ranvir Shorey, Rahul Nath, Shivani Tanksale, Govinda, Preity Zinta, Kareena Kapoor, Kim DeJesus, Kira Cahill

Singers:  Rekha Bhardwaj, Jigar Saraiya, Priya Andrews

Music-Director/Music-Directors:  Sachin Jigar






Bollywood movie songs lyrics - Happy Ending Movie songs lyrics - Mileya Mileya song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.






Monday, September 15, 2014

Aaj Ke Naam Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Aaj Ke Naam Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Aaj Ke Naam Song Lyrics"

Aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
Aaj ka gham ke hai zindagi ke bhare
Gulsita se khafa zard patton ka ban
Zard patton ka ban jo mera des hai
Dard ki anjuman jo mera des hai
Un dukhi Maaon ke naam
Un dukhi Maaon ke naam

Raat mein jinke bachche bilakhte hain
Aur neend ki maar khaaye huye
Baazuon se sambhalte nahi
Dukh bataate nahi
Minnat-o-zaariyon se behalte nahi
Un haseenaon ke naam
Un haseenaon ke naam

Jinki aankhon ke ghul
Chilmanon aur dareechon ke belon pe
Bekaar khil khil ke murjha gaye hain
Un byaahtaon ke naam
Un byaahtaon ke naam
Jinke badan bemohabbat riyataar se
Jo the saj saj ke uktaa gaye hain
Bewaaon ke naam
Katadiyon aur galiyon
Mohallon ke naam

Jinki naapak khashak se
Chaand raton ko aake
Karta hai aksar vazoo
Jinke saayon mein karti hai aahob ka
Aanchalon ki hina, choodiyon ki khanak
Kaakulon ki mehak
Aarzu mand seenon ki apne pasine
Mein jalne ki boo
Padhne waalon ke naam

Aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
Un dhukhi maaon ke, un haseenon ke
Un byaahtaon ke naam



Song Name: Aaj Ke Naam

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Rekha Bhardwaj

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Aaj Ke Naam song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



Wednesday, September 10, 2014

Patnewaali Song Lyrics, Desi Kattey Movie 2014, Suniel Shetty

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Patnewaali Song Lyrics from Desi Kattey Movie starring Suniel Shetty, Akhil Kapur, Jay Bhanushali, Sasha Agha, Tia Bajpai, Murli Sharma, Ashutosh Rana, Claudia Ciesla


"Patnewaali Song Lyrics"

Dil laayi hai dhadi do dhadi ka
Sara khel hai ghadi do ghadi ka
Ghoor ghoor kyon dekhe chaudhri
Ghoonghat utaar degi chaudhri

[Patnewaali hoon, patnewaali hoon
Patnewaali hoon, aji haan patnewaali hoon] x 2
Patnewaali hoon, aji haan patnewaali hoon

Darpokon ya thoko sar satne waali hoon
Patnewaali hoon, aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon, aji haan patnewaali hoon

Hai koi nahi hathiyar ke mujhse sab darte hain
[Uee tauba]
Teekhi aankhon ki dhaar door se hi marte hain
[Oye oye tauba]
Hai koi nahi hathiyar ke mujhse sab darte hain
Teekhi aankhon ki dhaar door se hi marte hain
Kya kar diya, kehla diya
Mere thumkon ne saara ka saara ilaka
Mauka diya, behla diya
Meri adaaon ne sabko angna ho ya aaka
Darpokon ya thoko se latakne waali hoon

[Patnewaali hoon, aji haan patnewaali hoon] x 3

Ho pistol country made tabhi asli fire hai
Chhup ke jo kaarya kare darpok nahi kaayar hai
Ho pistol desi make tabhi asli fire hai
Chhup ke jo kaarya kare darpok nahi kaayar hai
Marne lage, darne lage
Badmaash hi mere husn ki sab chaukidaari
Girne lage, girne lage
Bazar ke saare bhaav mere kaarobaari
Khud luchchon, lafangon se lipatne waali hoon

[Patnewaali hoon, aji haan patnewaali hoon] x 3.


Song Name: Patnewaali

Movie Name: Desi Kattey (2014)


StarCast: Suniel Shetty, Akhil Kapur, Jay Bhanushali, Sasha Agha, Tia Bajpai, Murli Sharma, Ashutosh Rana, Claudia Ciesla

Singers: Rekha Bhardwaj, Kailash Kher

Music-Director/Music-Directors: Kailash Kher

Bollywood movie songs lyrics - Desi Kattey Movie songs lyrics - Patnewaali song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Monday, April 7, 2014

Banna Banni Song Lyrics, Revolver Rani Movie 2014, Kangna Ranaut

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Banna Banni Song Lyrics from Revolver Rani Movie starring Kangna Ranaut, Vir Das.


"Banna Banni Song Lyrics"

Alka ko lene aaye banna ji re dekho
Sapnon ke hain baraati phool zara ji phenko
Yeh jo Rohan hain, Mohan hain banni rani ke
Suno bahaaron, zara nihaaro
Baadal barkha jaisi haaye jodi hai..

Banna banni chehak chehak ke
Daali daali jhoolein
Chheda chhaadi lehak behak mein
Kali gulaabi phoole

Alka ko lene aaye banna ji re dekho
Sapnon ke hain baraati phool zara ji phenko
Yeh jo Rohan hain, Mohan hain banni rani ke
Suno bahaaron, zara nihaaro
Baadal barkha jaisi haaye jodi hai..

Banna banni chehak chehak ke
Daali daali jhoolein
Chheda chhaadi lehak behak mein

Kali gulaabi phoole

Lagi khelne, chali dolne, Pagli patang ban jaaye
Zara dor khencho, banna ji dekho
Yeh to jhoom jhoom lehraaye
Yeh to baajre ki baaliyon ka rang tod kar laaye
Kaise daude haaye banna ji thaam
Kahin pair phisal na jaaye
Kare thitholi, lage rangoli
Aisi rang birangi haaye banni hai..

Banna banni chehak chehak ke
Daali daali jhoolein
Chheda chhaadi lehak behak mein
Kali gulaabi phoole

Chitchor ne chhoo ke ise
Kar dala hai ji phulwaari
Banne ka dekho mann mohne ko
Singaar kare matwaari
Dekho dhoop ne rang roop pe
Kumkum ki daali kilkaari
Banne kare hain manuhaar aur
Banni hamaari manuhaari
Le hilore, rang batore
Banne ke nainon se haaye bannni yeh

Banna banni chehak chehak ke
Daali daali jhoolein
Chheda chhaadi lehak behak mein
Kali gulaabi phoole

Alka ko lene aaye banna ji re dekho
Sapnon ke hain baraati phool zara ji phenko
Yeh jo Rohan hain, Mohan hain banni rani ke
Suno bahaaron, zara nihaaro
Baadal barkha jaisi haaye jodi hai..

[Banna banni chehak chehak ke
Daali daali jhoolein
Chheda chhaadi lehak behak mein
Kali gulaabi phoole] x 2


Song Name: Banna Banni



Movie Name: Revolver Rani


StarCast: Kangna Ranaut, Vir Das



Singers: Rekha Bhardwaj


Music-Director/Music-Directors: Sanjeev Srivastava


Lyricist: Puneet Sharma


  

Bollywood movie songs lyrics - Revolver Rani Movie songs lyrics - Banna Banni song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...