Showing posts with label tabu. Show all posts
Showing posts with label tabu. Show all posts

Thursday, September 18, 2014

Do Jahan Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Shraddha Kapoor is singer

“Sire udhad gaye hain subah-o-shaam ke song lyrics“

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Do Jahan Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Do Jahan Song Lyrics"

Sire udhad gaye hain subah-o-shaam ke
Woh mere do jahan saath le gaya
Tamaam dastaan saath le gaya
Woh mere do jahan saath le gaya
Tamaam dastaan saath le gaya

Batti naay doori, chu zaroy na marayo
Pyakar wou utha, saaru zaroy na marayo

Woh be-panah pyaar karta tha mujhe
Woh be-panah pyaar karta tha mujhe
Gaya to meri jaan saath le gaya
Tamaam dastaan saath le gaya

Sharmand kar tha aaftabo ka haal izoo
Khand chhaye ni gach so laich so daraay
Paan marayo

Main sajde se utha to koi bhi na tha
Main sajde se utha to koi bhi na tha
Woh paanv ke nishan saath le gaya
Gaya to meri jaan saath le gaya
Woh mere do jahan saath le gaya
Tamaam dastaan saath le gaya


Song Name: Do Jahan

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Do Jahansong lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Monday, September 15, 2014

Jhelum Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

"Jhelum Jhelum dhoondhe kinara"

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Jhelum Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Jhelum Song Lyrics"

Jhelum Jhelum dhoondhe kinara
Jhelum Jhelum dhoondhe kinara

Jhelum Jhelum dhoondhe kinara
Jhelum Jhelum dhoondhe kinara
Dooba suraj kin aankhon mein
Suraj dooba kin aankhon mein
Jhelum hua khara
Jhelum Jhelum dhoondhe kinara
Jhelum Jhelum dhoondhe kinara

Kis-se poochhein kitni der se
Dard ko sehte jaana hai
Andhi raat ka haath pakad kar
Kab tak chalte jaana hai
Lahu lahu lahu waqt ka khoon hua re
Lahu lahu lahu waqt ka khoon hua re
Lahu lahu lahu waqt ka khoon hua re
Lahu lahu lahu, lahu lahu lahu
Lahu lahu lahu, lahu lahu lahu
Lahu behta angara
Lahu behta angara
Dooba suraj kin aankhon mein
Suraj dooba kin aankhon mein
Jhelum hua khara
Jhelum Jhelum dhoondhe kinara
Jhelum Jhelum dhoondhe kinara




Song Name: Jhelum

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Vishal Bhardwaj

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Jhelum song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



Aaj Ke Naam Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Aaj Ke Naam Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Aaj Ke Naam Song Lyrics"

Aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
Aaj ka gham ke hai zindagi ke bhare
Gulsita se khafa zard patton ka ban
Zard patton ka ban jo mera des hai
Dard ki anjuman jo mera des hai
Un dukhi Maaon ke naam
Un dukhi Maaon ke naam

Raat mein jinke bachche bilakhte hain
Aur neend ki maar khaaye huye
Baazuon se sambhalte nahi
Dukh bataate nahi
Minnat-o-zaariyon se behalte nahi
Un haseenaon ke naam
Un haseenaon ke naam

Jinki aankhon ke ghul
Chilmanon aur dareechon ke belon pe
Bekaar khil khil ke murjha gaye hain
Un byaahtaon ke naam
Un byaahtaon ke naam
Jinke badan bemohabbat riyataar se
Jo the saj saj ke uktaa gaye hain
Bewaaon ke naam
Katadiyon aur galiyon
Mohallon ke naam

Jinki naapak khashak se
Chaand raton ko aake
Karta hai aksar vazoo
Jinke saayon mein karti hai aahob ka
Aanchalon ki hina, choodiyon ki khanak
Kaakulon ki mehak
Aarzu mand seenon ki apne pasine
Mein jalne ki boo
Padhne waalon ke naam

Aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
Un dhukhi maaon ke, un haseenon ke
Un byaahtaon ke naam



Song Name: Aaj Ke Naam

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Rekha Bhardwaj

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Aaj Ke Naam song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics"

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil gareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Rang-o-saare chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein

Kafas udaas hai
Yaaron sabaa se kuchh to kaho
Kafas udaas hai
Yaaron sabaa se kuchh to kaho
Rahein to lehrein khuda
Aaj zikr-e-yaar chale
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein

Jo hum pe guzri so guzri
Magar shab-e-hijran
Jo hum pe guzri so guzri
Magar shab-e-hijran
Hamaare ashq teri
Aakfat sanwar chale
Chale bhi aao ki
Gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein
Gulon mein rang bhare
Baadalon bahaar chalein

Song Name: Gulon Mein Rang Bhare

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Gulon Mein Rang Bhare song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Wednesday, September 10, 2014

Khul Kabhi Toh Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Khul Kabhi Toh Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Khul Kabhi Toh Song Lyrics"

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Choomun choomun aur keh jaaoon
Tu zameen hai, tu meri zameen
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Aana zara zabaan mein haule haule saans sa
Senk doon tujhe
Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Tu hi tu hai, main kahin nahi
Par kabhi toh khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Tu meri kasam tu mera yakeen
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Choomun choomun aur keh jaaoon

Song Name: Khul Kabhi Toh

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Arijit Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Khul Kabhi Toh song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Bismil Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Bismil Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Bismil Song Lyrics"

Bismil bismil bulbul-e-bismil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Bismil bismil bulbul-e-bismil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Bismil bismil bulbul-e-bismil
Aye dil bulbul-e bulbul-e-bismil
Mushkil dil bhi mushkil hoti hai

Dil dhadke dil dil dhadke to
Dil dhadke dil dil dhadke to
Dhadkanein dil bhi hadakte dil hoti hain
Khushbu-e-gul mein ishq bhara hai
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Aye bulbul-e-bismil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Aye bulbul-e-bismil

Ho sun le zamana samjhata hoon
Teri kahani dohrata hoon
Aye dil bulbul, bulbul-e-bismil
Aye dil bulbul-e-bulbul, bulbul-e-bismil

Ek joda tha nar-mada ka
Bholi thi bulbul nar saada tha
Ek joda tha nar-mada ka
Bholi thi bulbul nar saada tha
Barf gira karti thi jab
Bhar jaati thi kohsaaron mein

Ek baaz bada badneeyat tha
Haan ek baaz bada badneeyat tha
Udta tha sab za zaaron mein
Pankhon mein uske maut chhupi thi
Mehfil mehfil dhoondh raha tha
Mehlon ki manzil
Mehfil mehfil dhoondh raha tha
Mehlon ki manzil

Bul bul ke khwaabon mein jaakar
Zehar ke dank lagaaye the
Khushbu-e-gul mein zehar bhara
Aur mada ko bhijwaaye the
Zehar ke dank lagaaye the
Bul bul ke khwaabon mein jaakar
Mada ke khwaabon mein jaakar
Zehar ke dank lagaaye the
O waadi mein chhidka baarood
Jheel mein jaal bichha daale
Chhuriyon se bechaare nar ke
Chhuriyon se bechaare nar ke
Dono pankh kataa daale

Arey dil dil dil dil jhooth kahe yeh
Jhooth kahe buzdil
Mat mil, mat mil gul se mat mil
Aye bulbul-e-bismil
Aye bulbul-e-bismil
Aye bulbul-e-bismil

Zakhmi nar ko qaid kiya
Qaid kiya, qaid kiya
Zanjeeron mein bandhwaya
Baramula ke sheeri pul se
Phir paani mein phikwaya
Jhelum, Jhelum laal laal hua
Laal laal hua, laal laal hua na
Jhelum, Jhelum laal laal hua
Laal laal hua, laal laal hua na
Kashmir ke paani ki taaseerein
Khul gayi zanjeerein, taqdeerein

Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Hosh mein aaja, hosh mein aaja
Aye bulbul-e-bismil
Aye bulbul-e-bismil
Khushbu-e-gul mein zehar bhara hai
Hosh mein aaja, hosh mein aaja
Aye bulbul-e-bismil
Hosh mein aaja, hosh mein aaja
Aye bulbul-e-bismil



Song Name: Bismil

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Sukhwinder Singh

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Bismil song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

Aao Na Ki Jaan Gayi Song Lyrics, Haider Movie 2014, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor

Hindi Songs Lyrics, latest bollywood songs lyrics as Aao Na Ki Jaan Gayi Song Lyrics from Haider Movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha

"Aao Na Ki Jaan Gayi Song Lyrics"

Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi ou

Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi ou
Nahin bujhe bujhe nahin
Hawa se bujhe nahin hi saari zindagi ou
Ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan

Woh jo saans ki ik phaans thi
Woh nikal gayi jo kharaash thi
Ab seene ki woh khalish gayi
Beqaraariyan, beemaariyan gayin

Ab to aao jaan meri so bhi jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Na chand, na savera andhera hi andhera
Na chand, na savera andhera hi andhera
Hai roohon ka basera so jao

Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala
Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala ou
Kabhi the to kabhi nahi
Kabhi dekha bhi nahi, baaki to Khuda ou

Yeh tha zarf tha, ishq-e-fazal se tha
Bada kaam tha jo zameen par
Woh to likh diya najabeen par
Jo guzar gayi woh guzar gayi
Bewajah yahan na raho miyan
Karo dua
Sabra le lo, kabra le lo
Ghar mein aao oo

Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao


Song Name: Aao Na Ki Jaan Gayi

Movie Name: Haider (2014)


StarCast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Irrfan Khan, Narendra Jha, Kulbhushan Kharbanda, Lalit Parimoo, Aashish Vidyarthi, Aamir Bashir

Singers: Vishal Dadlani

Music-Director/Music-Directors: Vishal Bhardwaj

Lyricist: Gulzar

Bollywood movie songs lyrics - Haider Movie songs lyrics - Aao Na Ki Jaan Gayi song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Thursday, December 26, 2013

Jai Ho Title Song Song Lyrics, Jai Ho Movie, Salman Khan

Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Jai Ho Title Song Song Lyrics from Jai Ho (2014) Movie starring Salman Khan, Tabu.


"Jai Ho Title Song Song Lyrics"


[Jai.. Jai.. Jai, Jai.. Jai.. Jai..
Jai.. Jai.. Jai, Jai Ho, Jai Ho ] x 7

Jai ho...
Ek zindagi sabko mili
Insaniyat ki raah pe chalo [chalo]
Na bhed-bhaav koi rahe
Sabke liye jagah dil mein ho

Open your heart, spread your love

To the world could you have all the same
Let there we be.. let there we faith
Ab mere sang kaho.. Jai ho...

[Jai.. Jai.. Jai, Jai.. Jai.. Jai..
Jai.. Jai.. Jai, Jai Ho, Jai Ho ] x 4

Jai ho.. Jai ho.. Jai Jai.. Jai ho..
Jai ho.. Jai ho.. Jai ho..

Vidya dadaati vinayam [Jai ho..]
Vinayadyaati patrataam [Jai ho..]
Patratvadhanmaapnoti dhadharm tatah sukham [Jai ho..]

Vidya dadaati vinayam [Jai ho..]
Vinayadyaati patrataam [Jai ho..]
Patratvadhanmaapnoti dhadharm tatah sukham [Jai ho..]

Jai ho.. Jai ho.. Jai ho... ho
Jai ho.. Jai ho.. Jai ho...
Jai Jai Jai Jai Jai.. Jai ho..



Song Name: Jai Ho Title Song


Movie Name: Jai Ho


StarCast: Salman Khan, Tabu


Singer/Singers: Wajid Khan, Arman Mallik, Amal Malik


Music-Director/Music-Directors: Amal Malik




Bollywood movie songs lyrics - Jai Ho Movie songs lyrics - Jai Ho Title Song song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Baaki Sab First Class Song Lyrics, Jai Ho Movie, Salman Khan

Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Baaki Sab First Class Song Lyrics from Jai Ho (2014) Movie starring Salman Khan, Tabu.


"Baaki Sab First Class Song Lyrics"


Apna kaam banta bhaad mein jaaye janta
Apna kaam banta bhaad mein jaaye janta
Goonge behron ki nagri kaun kisi ki sunta
Apna kaam banta bhaad mein jaaye janta

Yeh desh tha veer jawanon ka..
Ab reh gaya beimanon ka
Yeh desh tha veer jawanon ka..
Ab reh gaya beimanon ka
Arre badal gaya itihaas hai
Ravan ki leela pass hai..
Ravan ki leela pass hai
Baaki sab first class hai
Aam aadmi udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai

Paisa paisa haaye re paisa
Paisa paisa haaye re paisa
Paisa paisa haaye re paisa
Oopar le kar jaaoon kaisa ho...

Paise ki aapa dhaapi hai

Bholi surat mein paapi hai
Gar jeb mein rishwat rakh do to
Tumhein har galti ki maafi hai
Sachchai ke munh pe tala hai
Jhoothe ka bol-bala hai
Arre itna ghotala karte hain
Yeh kehte nahi darte hain
Sachchai ka kaam tumhara hai
Lekin yeh desh hamara hai

Lekin yeh desh hamara hai
Lekin yeh desh hamara hai

Kheton mein ab bhi sookha hai
Mango man apna bhookha hai
Kehte hain India great hai
Yahaan betiyaan unsafe hain
Arre badal gaya itihaas hai
Ravan ki leela pass hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai

Education niyam tight karo
Future generation bright karo
Apna haq khud badh kar chheeno
Tum bhrashtachar se fight karo

Guru bole.. sun bhole..
Sun bhole.. guru bole..
Haathon mein apne haath to do
Le lenge inko ghere mein
Ab dekhna chaahate hain hum bhi
Is desh ko naye savere mein..

Sara jahaan hamara hai
Sara jahaan hamara hai
Yeh aane waali peedhi hai
Yehi development ki seedhi hai
Manzil paani hai to bhaago
Gar chain se sona hai jaago
Hum badlenge itihaas re
Phir mil ke kahein jhakaas hai
Baaki sab first class hai
Re mil ke kahein jhakaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai



Song Name: Baaki Sab First Class

Movie Name: Jai Ho


StarCast: Salman Khan, Tabu


Singer/Singers: Wajid



Music-Director/Music-Directors: Sajid-Wajid


Lyricist: Sajid, Irfan Kamal, Danish Sabri



Bollywood movie songs lyrics - Jai Ho Movie songs lyrics - Baaki Sab First Class song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.

importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...