Showing posts with label mere dil ki train. Show all posts
Showing posts with label mere dil ki train. Show all posts

Monday, October 14, 2013

Mere Dil Ki Train Song Lyrics, Rajjo Movie All Songs, Kangana Ranaut


Hindi Songs Lyrics, bollywood songs lyrics as Mere Dil Ki Train Song Lyrics from Rajjo (2013) Movie starring Kangana Ranaut, Paras Arora, Prakash Raj, Mahesh Manjrekar, Jaya Prada, Upendra Limaye.


"Mere Dil Ki Train Song Lyrics"

Tu ru tu ru tu tu ru tu tu tu tu tu
Tu ru ru ru tu Tu ru ru ru ru..
Tu ru tu ru tu tu ru tu tu tu tu tu
Tu ru ru ru tu Tu ru ru ru ru..

Mere dil ki [achcha..]
Mere dil ki train [oho..]
Mere dil ki train bulaati hai..
Bbulaati ha, bulaati hai..
Tere naam ki [Kya baat hai yaar]
Tere naam ki siti [Whistle]
Tere naam ki siti bajaati hai
Bajaati hai, bajaati hai
Meri Rajjo Rajjo, meri Rajjo Rajjo
Meri Rajjo Rajjo, meri Rajjo Rajjo
Meri Rajjo Rajjo, meri Rajjo Rajjo
Tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulaati hai..
[Bbulaati ha, bulaati hai..]
Tere naam ki siti bajaati hai
[Bajaati hai, bajaati hai]

Do raat pehle chandu tu jahaan tha
Jo bhi ho raha tha lut jaayega tu saale
Maine to kaha tha

Ban gaya aashiq tera
Main to pehli baar mein
Kat-te hain lamhe mere
Ab to intezaar mein
Kya bataaoon haal-e-dil
Kya main kahoon haalat meri
Saanson ki yeh baansuri
Japti hai mala teri
Tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulaati hai..
Bbulaati ha, bulaati hai..
[Tere naam ki siti bajaati hai
Bajaati hai, bajaati hai]

Keh raha hai raat din
Ab mera deewanapan
Main banaoonga tujhe
Apni yaadon ki dulhan
Tu ru tu ru oo..
Tu ru tu ru oo..
Tu ru tu ru oo..

Keh raha hai raat din
Ab mera deewanapan
Main banaoonga tujhe
Apni yaadon ki dulhan
Ab meri tanhaai mein
Bajti hain shehnaaiyaan
Choomta hoon khwaab mein
Ab teri parchhaiyaan
Tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulaati hai..
[Bbulaati ha, bulaati hai..]
[Tere naam ki siti bajaati hai
Bajaati hai, bajaati hai]

Meri Rajjo Rajjo, meri Rajjo Rajjo
Arre Rajjo Rajjo, meri Rajjo Rajjo
Tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

[Mere dil ki train bulaati hai..
Bbulaati ha, bulaati hai..
Tere naam ki siti bajaati hai
Bajaati hai, bajaati hai]

La la la la le hey hey hey
Tu ru ru tu tu
Tu ra ra ra ra
La la la la ra la la la
Rajjo ji main aaya re



Song Name: Mere Dil Ki Train


Movie Name: Rajjo


StarCast: Kangana Ranaut, Paras Arora, Prakash Raj, Mahesh Manjrekar, Jaya Prada, Upendra Limaye


Singer/Singers: Shaan


Music-Director/Music-Directors: Uttam Singh


 "Rajjo Movie songs lyrics"

 

Bille Ke Jabde Mein Song Lyrics


Kaise Milun Main Piya Song Lyrics


Mere Ghungroo Ki Jhankar Song Lyrics


Kaleja Hai Hazir Song Lyrics


Julmi Re Julmi Song Lyrics





Bollywood movie songs lyrics – Rajjo Movie songs lyrics - Mere Dil Ki Train song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...