Showing posts with label shreed. Show all posts
Showing posts with label shreed. Show all posts

Thursday, December 25, 2014

Nichod De Song Lyrics, Ugly Movie 2014, Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Ugly Movie starring Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami, Sandesh Jadhav, Siddhant Kapoor, Tejaswini Kolhapure, Girish Kulkarni, Murari Kumar, Ronit Roy, Anshikaa Shrivastava, Madhavi Singh, Vineet Singh 


"Nichod De Song Lyrics"  

Tu mujhe jhinjhod de
Main tujhe jhinjhod doon
Tu mujhe nichod de
Main tujhe nichod lu

Library ke history waale floor pe
Post office ke peechhe wale door pe
Seij pe ya meij pe class mein
Rait mein ya khet mein ghass mein
Tu mujhe nichod de
Main tujhe nichod lu
Tu mujhe jhinjhod de
Main tujhe jhinjhod doon

Chahe mile lift mein
Raat waali shift mein
Pee le chahe honth se
Chahe chulhe jhonk de
Aa tujhe thoda sa bigaad doon
Gilliyan billiyan ukhaad doon
Tadi se jale talve mere
Kaat mujhe shirt teri faad doon
Jaise chahe khel le
Jaise chahe mod de
Jab chahe dheel de
Charkhiyan tod ke



Song Name- Nichod De


Movie Name: Ugly (2014)


StarCast: Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami, Sandesh Jadhav, Siddhant Kapoor, Tejaswini Kolhapure, Girish Kulkarni, Murari Kumar, Ronit Roy, Anshikaa Shrivastava, Madhavi Singh, Vineet Singh 


Singers: Bharka Swaroop Saxena  


Music-Director/Music-Directors: G.V. Prakash Kumar 


Lyricist: Gaurav Solanki 



Bollywood movie songs lyrics - Ugly Movie songs lyrics - Nichod De song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.  


Sooraj Hai Kahaan Song Lyrics, Ugly Movie 2014, Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Ugly Movie starring Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami, Sandesh Jadhav, Siddhant Kapoor, Tejaswini Kolhapure, Girish Kulkarni, Murari Kumar, Ronit Roy, Anshikaa Shrivastava, Madhavi Singh, Vineet Singh 

"Sooraj Hai Kahaan Song Lyrics"  

Sooraj hai kahaan, sar mein aag re
Nagin titliyan, akshar bhaar re
Meri aankh mein loha hai kya
Meri rotiyon mein kaanch hai
Gin meri ungliyan kya poori paanch hain

Yeh meri bandook dekho
Yeh mera sandook hai
Ghaas jungle, jism paani
Koyla meri bhookh hai
Chowk mera, gali meri, naukri vardi meri
Dhool utarti, sona raddi
Dhoop aur sardi meri
Meri parking hai, yeh meri seat hai
Mera matha hai, yeh meri eent hai

Teri mitti se meri mitti tak
Aa rahi hai dhoop saari rainon se
Rang se tere rivaazon se
Teri boli se, tere melon se
Keelein chubhti hain
Chheelein hain dikhti hain
Lakadiyan geeli nahi hain
Tel hain peeli yahin hain

Mera chanda tareeka, mera sach sahi
Gar koi awaz uthi gaad dunga main yahin
Main yahan pehle khada tha
Hai yeh mera maidan
Aazma le laathiyon pe, kya sab ***
Yeh kitaabein paap hain
Yeh log saare saanp hain
Jahaalat ke hamaamon mein
Morality ki bhaap hai

Main bataaunga tujhe tu
Jeans pehne hai kitni tang
Kaun si building mein tu reh
Sakti hai kab kiske sang
Raat ke kitne baje kaise
Chale kis se mile
Kab palat kar maar de
Kab chup rahe, kab khap chale
Hai yeh valentine kyun
Tu bhi dee wine kyun
Tere pub se, uske Rab se
Mujhko problem hai sabse

Hamne unko khoob dhoya
Jo ruyi se log the
Ban gaye unke gubbaare
Jo suli se log the
Jiski chaadar hamse chhoti
Uski chaadar chheen li
Jis bhi chhat pe chadh gaye hum
Uski seedhi tod di
Ishtiharon mein khushi hai
Aur ghar atta nahi
De mera chaaku mujhe maa
Kab se kuchh kaata nahi
Bachche khelte jahaan pichhle June mein
Ab baste renkte hain
Wahaan bheege khoon mein

Par raahi thi ek bachchi
Sadak par bheed thi
Sabka na tu dar tha zaroori
Sabne marti chhod di


Song Name- Sooraj Hai Kahaan


Movie Name: Ugly (2014)


StarCast: Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami, Sandesh Jadhav, Siddhant Kapoor, Tejaswini Kolhapure, Girish Kulkarni, Murari Kumar, Ronit Roy, Anshikaa Shrivastava, Madhavi Singh, Vineet Singh 


Singers: G.V. Prakash Kumar 


Music-Director/Music-Directors: G.V. Prakash Kumar 


Lyricist: Gaurav Solanki 



Bollywood movie songs lyrics - Ugly Movie songs lyrics - Sooraj Hai Kahaan song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.  



Friday, December 19, 2014

Ugly Title Song Lyrics, Ugly Movie 2014, Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami


Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Ugly Movie starring Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami, Sandesh Jadhav, Siddhant Kapoor, Tejaswini Kolhapure, Girish Kulkarni, Murari Kumar, Ronit Roy, Anshikaa Shrivastava, Madhavi Singh, Vineet Singh


"Ugly Title Song Lyrics" 


Ugly, ugly hai sab kuchh x (3)
U. G. L. Y.

Ugly, ugly hain sapne
Ugly, ugly hain apne
Ugly, ugly hain sapne
U. G. L. Y.

Where’s my freedom?
Maa ki aankh sabki
O maa ki aankh sabki
Main karunga abki
Show me the money baby
Main hoon baba tharki
Mujhko diamond chaahiye
Plane chaahiye, party chaahiye aa
Mujhko bar chaahiye
Pyaar baar baar chaahiye waah!
Sabko model chaahiye
Power chaahiye, glamour chaahiye aa
Mujhko bar chaahiye
Pyaar baar baar chaahiye waah!

Ugly, ugly hai biwi
ugly, ugly hai husband
Ugly, ugly hai friends
U. G. L. Y.

Ugly ugly hai rishte
ugly ugly hai qishtein
Ugly ugly hai duniya
U. G. L. Y.

Show me the money
Show me the money
Paisa paisa paisa paisa
Paisa paisa paisa paisa
Show me the money
U. G. L. Y.

Ab to baby sabke sang
Hum khel ghinauna khelein
Mauka mile to apnon ki
Hum lash ka tender le lein
Baby lash ka tender le lein
Kyun ki ugly ugly hai sab kuchh
Nafrat ho to murge sa
Bhoon ke badla le loon
Teri izzat se to puri life soccer khelun
Boti-boti noch-noch ke
Aage badhta hoon main
Jo karna hai karle
Nai bhagwan se darta hoon main
Nai bhagwan se darta hoon main kyun ki

Ugly, ugly hai sab kuchh x (3)
U. G. L. Y.

Ugly, ugly hain sapne
Ugly, ugly hain apne
Ugly, ugly hain sapne
U. G. L. Y..



Song Name- Ugly Title Song


Movie Name: Ugly (2014)


StarCast: Rahul Bhat, Jayant Gadekar, Abir Goswami, Sandesh Jadhav, Siddhant Kapoor, Tejaswini Kolhapure, Girish Kulkarni, Murari Kumar, Ronit Roy, Anshikaa Shrivastava, Madhavi Singh, Vineet Singh 


Singers: Vineet Singh, Ishq Bector, Shree D


Music-Director/Music-Directors: Ishq Bector, Shree D 


Lyricist: Vineet Singh


Bollywood movie songs lyrics - Ugly Movie songs lyrics - Ugly Title song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.  



Thursday, August 15, 2013

Love Ki Ghanti Baj Gayi Song Lyrics Besharam (2013) Movie, Hindi Movie Song Lyrics

Love Ki Ghanti Baj Gayi Song lyrics of Besharam (2013) Movie starring Ranbir Kapoor, Amitosh Nagpal, Pallavi Sharda and directed by Abhinav Kashyap. Love Ki Ghanti Baj Gayi song singers are Shree D, Ishq Bector and music director is Lalit Pandit. Love Ki Ghanti Baj Gayi song lyricist is Himanshu Kishan Mehra.

 
Love Ki Ghanti Baj Gayi  Song Lyrics from Besharam Movie

 

Love ki ghanti baj gai meri..

Dekha usko pyar hua..

Aankhen hat gai

Tabiyat bhi fat gai

Dil mera kood pada..

 

Pehle ladki thoda sa bhadki

[Yahaan kyun aaye ho..]

Boli aaye ho tum kyon yahan

Main bola, mera hai good luck

Mujhe laai yahan teri maa

 

[Maa ki aankh hai re, jise dhundha gali gali, woh is maa ke ghar milee]

 

Haan uski baatein

Nukkad ki chaaye..

Thodi mithi, thodi garam..

Jaise tikhe, pyaazi pakode

Mirchi, dhaniya ka dam..

 

Gusse mein chamki..

Di mujhko dhamki..

Main tass se mass na hua..

Galon pe uske de daali pappi

Dil usska cool hua..

 

[Chal fenk mat, pappi de daali

Nahi dunga, hero hoon main

Haan.. wo to tu hai, aage kya hua

Tune change.. O.. teri..]

 

Wo khadi thi, main khada tha, nazren takrai

Paas aayi, baahein thaami, thoda sharmai

Pyar se phir, usne mujhko shirt pehnaya..

Touch kiya to dil mein jaise gud-gudi chhaai

 

[Shirt bhi badal daali, yeh to setting ho gayi..]

 

Sine se mere phir woh lipat gai

Aisa zor ka jhatka laga

Mere dil ke radio par

Sa Re Ga Ma Pa bajne laga

 

Kanon mein mere, dhire se boli

Mere hero the ab tak kahan

Main rapat gaya, wahi salat gaya

Chali pyar ki mast havaa..

 

Dil bhaga bhaga.. dil bhaga bhaga..

Dil bhaga....

Dil kooda mera.. dil jhooma mera

Dil bhaga....

 

Love ki ghanti baj gai meri..

Dekha usko pyar hua..

Aankhen hat gai

Tabiyat bhi fat gai

Dil mera ku ku ku kood pada..

 

Besharam...

 

Upcoming Bollywood movie songs lyrics - Besharam Movie songs lyrics - Love Ki Ghanti Baj Gayi song lyrics shared at Songs Lyrics Ever.

 

importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...