Showing posts with label saans song jab tak hai jaan. Show all posts
Showing posts with label saans song jab tak hai jaan. Show all posts

Sunday, February 24, 2013

Saans Me Teri Saans Song Lyrics JAB TAK HAI JAAN Movie

Saans Me Teri Saans Song Lyrics


Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi (x2)

Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi

Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Kab tak hosh sambhale koi
Hosh ude toh ud jaane do

Dil kab seedhi raah chala hai
Raah mude toh mud jaane do

Tere khayal me doob ke aksar achhi lagi tanhaai
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Raat teri baahon me kate toh
Subah badi halki lagti hai

Aankh me rehne lage ho kya tum
Kyu chhalki chhalki lagti hai

Mujhko phir se chhu ke bolo
Meri kasam kya khaai
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi...


Saans Reprise Sad Version Lyrics


Tumko dekh ke yun lagta hai
Koi bichda khwab aaya
Barso lambi raat se guzre
Subah ka jhonka laut aaya hai
Bahut der jaagi
Bahut door aayi
Khwab ne na chhodi meri kalayi

Kab se meri saans ruki thi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi

Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi..


Movie Name: Jab Tak Hai Jaan



Saans Song Music Director : A.R.Rahman
Saans Song Singers: Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal

Saans Song Lyricist: Gulzar

Star Cast in Saans Song: Shahrukh Khan, Katrina Kaif

importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...