Showing posts with label rajkummarrao. Show all posts
Showing posts with label rajkummarrao. Show all posts

Monday, June 22, 2015

Hasi Ban Gaye (Female) Song Lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie 2015, Emraan Hashmi, Vidya Balan

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra


"Hasi Ban Gaye (Female) Song Lyrics"   


Haan aa o...

Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon (x2)

Saari hadein maine meri, ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Aa o... aa...

Kya khoob Rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko Khuda (x2)

Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

O...
aa... o...






Song Name: Hasi Ban Gaye





Movie Name: Hamari Adhuri Kahaani (2015)





StarCast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra





Singers: Shreya Ghoshal




Music-Director/Music-Directors: Ami Mishra





Lyricist: Kunaal Vermaa




Bollywood movie songs lyrics - Hamari Adhuri Kahaani Movie songs lyrics - Hasi Ban Gaye song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 





Ye Kaisi Jagah Song Lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie 2015, Emraan Hashmi, Vidya Balan

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra


"Ye Kaisi Jagah Song Lyrics"   

Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
Main Meera si deewani ho gayi
Iss duniya se begaani ho gayi

Mere honthon pe jo bhatke
Kayi janmon ki pyaas hai
Mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn

Raat meri aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Raat mere aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Chehra hoo main, mera roop ho tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum

Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye

Meri har duaa mein ho tum hi tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum







Song Name: Ye Kaisi Jagah





Movie Name: Hamari Adhuri Kahaani (2015)





StarCast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra





Singers: Deepali Sathe




Music-Director/Music-Directors: Jeet Gannguli





Lyricist: Rashmi Virag 





Bollywood movie songs lyrics - Hamari Adhuri Kahaani Movie songs lyrics - Ye Kaisi Jagah song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 






Hasi Ban Gaye (Male)Song Lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie 2015, Emraan Hashmi, Vidya Balan

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra


"Hasi Ban Gaye (Male) Song Lyrics"   


Haan aa...

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye (x2)

Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage (x2)

Har safar har jagah
Har kahin ban gaye
Maante thhe Khuda
Aur haan wahi ban gaye

Haan hansi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan 
Meri zameen ban gaye (x2)

Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan 
Meri zameen ban gaye (x2)

O.. aa...






Song Name: Hasi Ban Gaye





Movie Name: Hamari Adhuri Kahaani (2015)





StarCast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra





Singers: Ami Mishra




Music-Director/Music-Directors: Ami Mishra





Lyricist: Kunaal Vermaa





Bollywood movie songs lyrics - Hamari Adhuri Kahaani Movie songs lyrics - Hasi Ban Gaye song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 





Humnava Song Lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie 2015, Emraan Hashmi, Vidya Balan


Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra


 "Humnava Song Lyrics"   


Hey Humnava mujhe apna bana le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Kab se main dar dar phir raha
Musaafir dil ko panaah de
Tu awaargi ko meri aaj thehra de
Ho sake toh thoda pyaar jataa de
Sookhi padi iss dil ki zameen ko bhiga de

Murjhaayi si shaakh pe dil ki
Phool khilte hain kyun
Baat gulon ki zikr mehak ka
Acha lagta hai kyun
Un rango se tune milaaya
Jinse kabhi main mill na paaya

Dil karta hai tera shukriya
Phir se bahaare tu laa de
Dil ka soona banjar mehka de
Sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Waise toh mausam guzre hain
Zindagi mein kayi
Par ab naa jaane kyun mujhe wo
Lag rahe hain haseen

Tere aane par jaana maine
Kahin na kahin zinda hoon main
Jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein
Chehre ko chhooti hawaayein

Inki tarah do kadam toh badha le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
O.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de





Song Name: Humnava





Movie Name: Hamari Adhuri Kahaani (2015)





StarCast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra





Singers: Papon




Music-Director/Music-Directors: Mithoon





Lyricist: Sayeed Quadri





Bollywood movie songs lyrics - Hamari Adhuri Kahaani Movie songs lyrics - Humnava song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 




Hamari Adhuri Kahani Title Song Lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie 2015, Emraan Hashmi, Vidya Balan

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hamari Adhuri Kahaani Movie starring Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra


"Hamari Adhuri Kahani Song Lyrics"   


Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..

Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani..
Hamari adhuri kahani.. (x2)

Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.. (x2)

Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan..

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (x2)






Song Name: Hamari Adhuri Kahani





Movie Name: Hamari Adhuri Kahaani (2015)





StarCast: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Zachary Coffin, Anil George, Amala Akkineni, Uday Chandra





Singers: Arijit Singh




Music-Director/Music-Directors: Rashmi Virag





Lyricist: Jeet Gannguli





Bollywood movie songs lyrics - Hamari Adhuri Kahaani Movie songs lyrics - Hamari Adhuri Kahani song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 





Saturday, January 3, 2015

Babaji Ka Thullu Song Lyrics, Dolly Ki Doli Movie 2015, Sonam Kapoor, Rajkummar Rao

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Dolly Ki Doli Movie starring Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma, Rajesh Sharma, Malaika Arora Khan



"Babaji Ka Thullu Song Lyrics"   

Aaj bata doon khul ke main dear
Pyaar ye mera koi dhons nahi hai

Kab tak kaatun teri galiyon ke chakkar
Ab tak koi response nahi hai
Din bhar, ho din bhar
O din bhar tere peeche dodun kutte ki tarah
O raat bhar main sadun, jaise chhat par ullu
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..

O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Babaji ka thullu, babaji ka thullu..
O iss pyaar mein O mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..

Mere phone message ka na kare koi reply
Shayad side mein betha hoga chota wala bhai
Maine saari kamaai tere upar lutaai
Mere mummy-daddy ne bhi meri waat lagaai
Main toh cheekh cheekh bolun tujhe pyar karun
Tu toh ho gayi hai behri, tujhe deta nahi sunaai

Dil ye hamaara shaitan bahut hai
Darling tu bhi beimaan bahut hai
Dekh tere cheeks pe laali
Apni neeyat bhi badal gayi saali
Naam ke tere main ratta maarun
Bhajan karun ya karun main qawwali
O Hi Hello...
Hi Hello tu to karti hai ghairon ke sang
Hum toh pakde khade teri saari ka pallu

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..

Love ke aage main lachaar ho gaya
Pyaar nahi mujhko bukhaar ho gaya
Tu jo bulaave coffee date pe
Hum toh pahunche India Gate pe
Hum jo bulaave betho in my car
Na aati, tu banaati hai bahaane hazaar
O din bhar o din bhar
O din bhar tere piche dodun tattu ki tarah
Ho Banares ya Delhi Manali ho ya Kullu

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..

O babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Iss pyaar mein O mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..


Song Name: Babaji Ka Thullu


Movie Name: Dolly Ki Doli (2015)


StarCast: Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma, Rajesh Sharma, Malaika Arora Khan


Singers: Wajid, Danish Sabri (Rap)


Music-Director/Music-Directors: Sajid-Wajid


Lyricist: Danish Sabri


Bollywood movie songs lyrics - Dolly Ki Doli Movie songs lyrics - Babaji Ka Thullu song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 


Mere Naina Kafir Ho Gaye Song Lyrics, Dolly Ki Doli Movie 2015, Sonam Kapoor, Rajkummar Rao

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Dolly Ki Doli Movie starring Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma, Rajesh Sharma, Malaika Arora Khan



"Mere Naina Kafir Ho Gaye Song Lyrics"   


Na sajde mein dil, na ibaadat mein dil hai
Bas aajkal to bagaawat mein dil hai

Hmm na sajde mein dil, na ibaadat mein dil hai
Bas aajkal to bagaawat mein dil hai
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne Khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galiyon ke musafir ho gaye (x2)

Mujh mein sab kuch tera
Na hai ab kuch mera..
Hoke judaa saare jahaan se
Ik teri ore chali meri saansein
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne Khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galiyon ke musafir ho gaye

Main jo moondu palkein
Sapne tere dhadkein
Tu hi bataa.. ab tujhe paake
Jaayein kahaan hum tere paas aake
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne Khuda se

Mere naina kafir hogaye, hogaye
Teri galiyon ke musafir hogaye (x2)

Naina... aa...



Song Name: Mere Naina Kafir Ho Gaye


Movie Name: Dolly Ki Doli (2015)


StarCast: Sonam Kapoor, Rajkummar Rao, Pulkit Samrat, Varun Sharma, Rajesh Sharma, Malaika Arora Khan


Singers: Rahat Fateh Ali Khan


Music-Director/Music-Directors: Sajid-Wajid


Lyricist: Kumaar


Bollywood movie songs lyrics - Dolly Ki Doli Movie songs lyrics - Mere Naina Kafir Ho Gaye song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 


importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...