Showing posts with label pallavisharda. Show all posts
Showing posts with label pallavisharda. Show all posts

Tuesday, January 20, 2015

Hawaizaada Dil Song Lyrics, Hawaizaada Movie 2015, Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hawaizaada Movie starring Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


"Hawaizaada Dil Song Lyrics" 

Hawaizaada dil
Hawaizada dil
Ba-adab, aji bamulaiza hoshiyaar
Ishq ki bandook liye karne shikar
Ho ba-adab, aji bamulaiza hoshiyaar
Ishq ki bandook liye karne shikar
Be-mulk riyaasat ka nawabzada dil
Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil

Hawaizaada dil
Hawaizada
Injar pinjar dhile hain, khasta haal dil
Koyi to uthaa le aake, rasta mein re dil
Injar pinjar dhile hain, khasta haal dil
Koyi to uthaa le aake, rasta mein re dil
Hum bhi to eklaote hain
Aisi bewakoofiyaan kon kare
Hasinon ki qadmon mein
Khilauna kaanch ka kon dhare
Bechaara hai, garib hai
Thokarein nasib hain
Toot-ta, phoot-ta rehta nazuk sada dil
Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil

Hawaizada
Raat ek hasin mem taron se jadi
Shawl mein silke chand akdi wo khadi
Raat ek hasin mem taron se jadi
Shawl mein silke chand akdi wo khadi
Humne udheda chand, udhada raaz ek hai
Meri pocket ke naap ka
Asmaan mein bhi chhed hai
Ek ladki hai noton pe
Smile phir bhi honthon pe
Rou mein bechunga pauna-aadha dil
Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil


Song Name: Hawaizaada Dil


Movie Name: Hawaizaada (2015)


StarCast: Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


Singers: Rochak Kohli 


Music-Director/Music-Directors: Rochak Kohli


Lyricist: Vibhu Puri


Bollywood movie songs lyrics - Hawaizaada Movie songs lyrics - Hawaizaada Dil song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.


Friday, January 16, 2015

Dil-e-Nadaan Song Lyrics, Hawaizaada Movie 2015, Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda


Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hawaizaada Movie starring Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


"Dil-e-Nadaan Song Lyrics" 


Aag ka daria doobe ke jaana
Ishq nahi asaan, asaan
Ishq nahi asaan

Dil-e-nadaan tujhe hua kyaa hai
Aakhir is dard ki dawaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kyaa hai
Hamko unnse wafa ki hai ummid
Hamko unnse wafa ki hai ummid
Hamko unnse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kyaa hai
Jo nahi jante wafa kyaa hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kyaa hai

Aag ka daria doobe ke jaana
Ishq nahi asaan, asaan
Ishq nahi asaan



Song Name: Dil-e-Nadaan


Movie Name: Hawaizaada (2015)


StarCast: Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


Singers: Ayushmann Khurrana, Shweta Subram  


Music-Director/Music-Directors: Ayushmann Khurrana  


Lyricist: Mirza Ghalib


Bollywood movie songs lyrics - Hawaizaada Movie songs lyrics - Dil-e-Nadaan song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 



Thursday, January 8, 2015

Maazaa My Lord Song Lyrics, Hawaizaada Movie 2015, Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda


Awesome song from Hawaizaada Movie

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hawaizaada Movie starring Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


"Maazaa My Lord Song Lyrics"    


Oh maazaa My Lord lauta de dil yeh
Oh lele rishwat, lauta de dil yeh
Oh maazaa My Lord lauta de dil yeh
Ho miss you mat lauta de dil yeh
Oh maazaa My Lord!

Kapde hain sharafat ke
Andar se mawali hum
Seedhe de do dil warna
Chalein kotwali hum

Na hai kachehri, daleel na appeal hai
Ishq ka mukadma na uthata vakeel hai
Oh maazaa My Lord lauta de dil yeh
Teri adaalat, lauta de dil yeh
Oh maazaa My Lord lauta de dil yeh
Oh maazaa My Lord lauta de dil yeh




Song Name: Maazaa My Lord


Movie Name: Hawaizaada (2015)


StarCast: Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


Singers: Mohit Chauhan, Neeti Mohan 


Music-Director/Music-Directors: Mangesh Dhakde 


Lyricist: Vibhu Puri


Bollywood movie songs lyrics - Hawaizaada Movie songs lyrics - Maazaa My Lord song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 


Saturday, January 3, 2015

Daak Ticket Jaari Hogi Song Lyrics, Hawaizaada Movie 2015, Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda

Hindi Songs Lyrics, latest new upcoming bollywood movie songs lyrics, Hawaizaada Movie starring Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain




"Daak Ticket Jaari Hogi Song Lyrics"   


Rakh sar tera haath faqira
Raahon ka tu hi wazira
Karde pathar bhi heera ho..

Chhu ke haathon ki laqeerein
Badli tune taqdeerein
Tu hai koi Peer faqira ho..

Ho shaan mein shaan mein chalengi topein
Tope woh sarkari hogi
Ho shaan mein shaan mein chalengi topein
Tope woh sarkari hogi

Arrey dekhna ek din naam ki apne
Daak ticket jaari hogi

Daak ticket jaari hogi, hey..

Sooraj ke saath jab aayenge
Khari khasta ban maska
Chanda ji ko bhi lagayenge
Cutting chai ka chaska
Aasmaan ki shelf se
Taare hum utaarenge
Bana ke laalten unhe
Darwaaze pe taangenge

Daak ticket jaari hogi
Rakh sar tera haath faqira
Raahon ka tu hi wazira
Karde pathar bhi heera ho..
(Daak ticket jaari hogi)
Chhu ke haathon ki laqeerein
Badli tune taqdeerein
Tu hai koi Peer faqira ho..




Song Name: Daak Ticket Jaari Hogi


Movie Name: Hawaizaada (2015)


StarCast: Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain


Singers: Mohit Chauhan, Javed Bashir


Music-Director/Music-Directors: Rochak Kohli


Lyricist: Vibhu Puri


Bollywood movie songs lyrics - Hawaizaada Movie songs lyrics - Daak Ticket Jaari Hogi song lyrics - Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever. 


Thursday, August 15, 2013

Love Ki Ghanti Baj Gayi Song Lyrics Besharam (2013) Movie, Hindi Movie Song Lyrics

Love Ki Ghanti Baj Gayi Song lyrics of Besharam (2013) Movie starring Ranbir Kapoor, Amitosh Nagpal, Pallavi Sharda and directed by Abhinav Kashyap. Love Ki Ghanti Baj Gayi song singers are Shree D, Ishq Bector and music director is Lalit Pandit. Love Ki Ghanti Baj Gayi song lyricist is Himanshu Kishan Mehra.

 
Love Ki Ghanti Baj Gayi  Song Lyrics from Besharam Movie

 

Love ki ghanti baj gai meri..

Dekha usko pyar hua..

Aankhen hat gai

Tabiyat bhi fat gai

Dil mera kood pada..

 

Pehle ladki thoda sa bhadki

[Yahaan kyun aaye ho..]

Boli aaye ho tum kyon yahan

Main bola, mera hai good luck

Mujhe laai yahan teri maa

 

[Maa ki aankh hai re, jise dhundha gali gali, woh is maa ke ghar milee]

 

Haan uski baatein

Nukkad ki chaaye..

Thodi mithi, thodi garam..

Jaise tikhe, pyaazi pakode

Mirchi, dhaniya ka dam..

 

Gusse mein chamki..

Di mujhko dhamki..

Main tass se mass na hua..

Galon pe uske de daali pappi

Dil usska cool hua..

 

[Chal fenk mat, pappi de daali

Nahi dunga, hero hoon main

Haan.. wo to tu hai, aage kya hua

Tune change.. O.. teri..]

 

Wo khadi thi, main khada tha, nazren takrai

Paas aayi, baahein thaami, thoda sharmai

Pyar se phir, usne mujhko shirt pehnaya..

Touch kiya to dil mein jaise gud-gudi chhaai

 

[Shirt bhi badal daali, yeh to setting ho gayi..]

 

Sine se mere phir woh lipat gai

Aisa zor ka jhatka laga

Mere dil ke radio par

Sa Re Ga Ma Pa bajne laga

 

Kanon mein mere, dhire se boli

Mere hero the ab tak kahan

Main rapat gaya, wahi salat gaya

Chali pyar ki mast havaa..

 

Dil bhaga bhaga.. dil bhaga bhaga..

Dil bhaga....

Dil kooda mera.. dil jhooma mera

Dil bhaga....

 

Love ki ghanti baj gai meri..

Dekha usko pyar hua..

Aankhen hat gai

Tabiyat bhi fat gai

Dil mera ku ku ku kood pada..

 

Besharam...

 

Upcoming Bollywood movie songs lyrics - Besharam Movie songs lyrics - Love Ki Ghanti Baj Gayi song lyrics shared at Songs Lyrics Ever.

 

importance of song lyrics

  Song lyrics hold significant importance in various aspects of human life and culture. Here are several reasons why song lyrics are importa...